Alka:
Chehra tumhaara hai kitna pyaara
Dekhe bina mera ho na guzaara
Sonu:
Rab ne tumhein bhi kya khoob banaaya
Meri nazar se khud ko dekho toh yaara..
Chorus:
Aa ha ha ha ha ha ha ha -2
Sonu:
Dil diwaana, diwaana dil
Dil diwaana beqaraar hone laga hai -2
Halka halka sa khumaar hone laga hai
Kehte hain mere yaar
Mujhe pyaar hone laga hai -4
Alka:
Dil diwaana beqaraar hone laga hai
Halka halka sa khumaar hone laga hai
Tu bhi ye sun le yaar
Mujhe pyaar hone laga hai -4
Chorus:
Aa ha ha ha ha ha ha ha -2
Sonu:
Jab se kiya hai dilbar, maine deedaar tera
Pal pal mujhe rehta hai, bas intazaar tera
Alka:
Nazron ne meri jab se, tera khwaab yaar dekha
Na dekh kar bhi tujhko, sau baar yaar dekha
Sonu:
Koyi jaadoo, koyi jaadoo baar baar hone laga hai
Dil diwaana beqaraar hone laga hai
Alka:
Tu bhi ye sun le yaar
Pyaar hone laga hai
Mujhe pyaar hone laga hai
Sonu:
Pyaar hone laga hai
Mujhe pyaar hone laga hai
Sonu:
Hey…ra ra ra ra ra ra…
Alka:
Aa…aa…aa…
Alka:
Ye keh rahi hai hamse, diwaangi hamaari
Kahin hamko le doobe na, ye aashiqui tumhaari
Sonu:
Ye ishq hi maseeha, ye ishq hi khuda hai
Milkar juda na ho ham, lab par yahi duwa hai
Alka:
Mujhko tera, sach!
Mujhko tera aitbaar hone laga hai
Dil diwaana beqaraar hone laga hai
Sonu:
Kehte hain mere yaar
Mujhe pyaar hone laga hai
Pyaar hone laga hai
Alka:
Pyaar hone laga hai
Mujhe pyaar hone laga hai
Sonu:
Oh dil diwaana beqaraar hone laga hai
Alka:
Halka halka sa khumaar hone laga hai
Tu bhi ye sun le yaar