suraj ki kirno ki laali mein tum ho
dariya mein phoolo ki kaliyo mein tum ho
jaha bhi nazar hain tumhara asar hain
sabhi ko pata hain sabhi ko khabar hain
tum bekhabar ho
hawaao ke narm sarsarahat mein tum ho
savere ki meethi gugudahat mein tum ho
jaha bhi nazar hain tumhara asar hain
sabhi ko pata hain sabhi ko khabar hain
tum bekhabar ho
leharo se uthti tarango mein tum ho
sapno mein ghut ti ummango mein tum ho
bighadte bante saat rango mein tum ho
khud hi mein machalte patango mein tum ho
zabane se mehki bahaaro mein tum ho
saanso se dehke sharabo mein tum ho
mohabbat ke mehke ishaaro mein tum ho
fizzao ghatao nazaaro mein
jaha bhi nazar hain tumhara asar hain
sabhi ko pata hain sabhi ko khabar hain
tum bekhabar ho