Udit:
(dekhaa hai maine to pahli baar
deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar) -2
subah-shaam raat-din karoon intzaar
beqraariyon mein bhi aa gayaa qaraar
Anuradha:
(dekhaa hai maine to pahli baar
deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar) -2
subah-shaam raat-din karoon intzaar
beqraariyon mein bhi aa gayaa qaraar
Udit:
o.... dekhaa hai maine to pahli baar
deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar
baanhon mein bharke, had se guzar ke
Thahro zaraa main jhoom loon
Chorus:
sa sa ni sa -2
Udit:
kahti hai meri betaabiyaan
main tere labon ko choom loon
Anuradha:
mere mahboob sanam ko, mastaane is mausam ko
kyaa ho gayaa....
kyaa masti laayee hai
Chorus:
sa sa ni sa -2
Anu:
kyaa masti laayee hai, ab ki bahaar
deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar
subah-shaam raat-din karoon intzaar
beqraariyon mein bhi aa gayaa qaraar
Udit:
dekhaa hai maine to pahli baar
deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar
Anuradha:
o... o... o... o...
Udit:
o... o... o... ho...
Anuradha:
palkon mein band kaisi hayaa hai
saajan tujhe nahin pataa
Chorus:
sa sa ni sa -2
Anuradha:
aake gale se mujhko lagaa le, chaayaa hai ishq kaa nashaa
Udit:
kaisaa hai deevaanaapan, pyaasi pyaasi hai dhadkan
main kyaa karoon, kyaa karoon...
jaanam pe kar doongaa
Chorus:
sa sa ni sa -2
Udit:
(jaanam pe kar doongaa main jaan nisaar
deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar) -2
subah-shaam raat-din karoon intzaar
beqraariyon mein bhi aa gayaa qaraar
Anu:
dekhaa hai maine to pahli baar
deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar
subah-shaam raat-din karoon intzaar
beqraariyon mein bhi aa gayaa qaraar
Both:
dekhaa hai maine to pahli baar
deevaane dilbar ki aankhon mein pyaar