jaane hai woh kahaan, jisko dhundti hai nazar
mein yeh dil, mein yeh jaan, dedun woh mile jo agar
sapano mein jo rehta hai, kaano mein jo kehta hai
dhoondo mujhe
jaane hai woh kahan, jisko dhundti hai nazar
mein yeh dil, mein yeh jaan, dedun woh mile jo agar
har pal woh chehra, rehta hai inn aankhon mein
jise maine nahi dekha, par dekha hai khwaabon mein
paaungi kahaan mein usko, yeh to na jaanu
per kehta hai dil mera
sang mere woh bolega
chupke se woh bolega
dekho mujhe
jaane hai woh kahaan, jisko dhundti hai nazar
mein yeh dil, mein yeh jaan, dedun woh mile jo agar
khoya khoya sa kab se, firta tha mein raahon mein
tumhe kahin mein chupaau, to bhar lu in bhaaon mein
milogi mujhe tum to ek din, mujhko yakin tha
hum aaj mil hi gaye
sach kardo mera sapana
tumhi to zara apna
keh do mujhe
jaane hai woh kahaan, jisko dhundti hai nazar
mein yeh dil, mein yeh jaan, dedun woh mile jo agar
aa aa aa aa aa...