(bheegi bheegi hain yeh hawao
phir bhi jale kyon mera tan
tan yeh mann ki baat na maane
dil ki sune na yeh dhadkan) - 2
dhadkan mein shor
dil pe na jor
toofan sa hain ek dono aur
mujhe khich rahi anjaani dor
bas teri aur bas teri aur
dhadkan mein shor
dil pe na jor
toofan sa shor ek dono aur
mujhe khich rahi anjaani dor
bas teri aur dilbar
bheeni bheeni khushbu tumahari
jab chuti hain mera badan
pyas hazaro uth jaati hain
kya main batau yeh tadpan
saawan ke pass baarish ke pass
kabi jaau main saagar ke pass
sagar se bhi bujhti na pyaas
yeh kaisi pyaas yeh kaisi pyaas
saawan ke pass baarish ke pass
kabi jaau main sagar ke pass
sagar se bhi bujhti na pyas
yeh kaisi pyaas dilbar
dheema dheema chand hua hain
chupne lagi badli mein kiran
yeh lamhe kutch bol rahe hain
aa usmein ham dono sajan
bechainiya betaabiya
phir aur kyon khamoshiya
yeh ishq ki sarhoshiya
madhoshiya madhoshiya
bechainiya betaabiya
phir aur kyon khamoshiya
yeh ishq ki sarhoshiya
madhoshiya hain dilbar
(bheegi bheegi hain yeh hawao
phir bhi jale kyon mera tan
tan yeh mann ki baat na maane
dil ki sune na yeh dhadkan) - 2