Sau chand lage jab rab ke haath
Tera chehra ban gaya
Kudrat se huwi yeh karamaat
Tera chehra ban gaya
Sau chand lage jab rab ke haath
Tera chehra ban gaya
Kudrat se huwi yeh karamaat
Tera chehra ban gaya
Yeh roshini yeh chaandni
Ho ke na ho kuch gham nahi
Taaron ka har kaam kya
Har raat hogi ab chaand raat
Tera chehra ban gaya
Kudrat se huwi yeh karamaat
Tera chehra ban gaya
Yeh roshini yeh chaandni
Ho ke na ho kuch gham nahi
Taaron ka har kaam kya
Sau chand lage jab rab ke haath
Tera chehra ban gaya
Subh ho ke shabnam shaam ki laali
Kaliyon ki kamsin adaayein
Husn ki shogi lehek phoolon ki
Masoomiyat aur wafayein
Dhoop ka aaina muskuraati heena
Dhoop ka aaina muskuraati heena
Saadgi aur sharm-o-haya
Sab milke khile jab ek saath
Tera chehra ban gaya
Sau chand lage jab rab ke haath
Tera chehra ban gaya
Jab saawan ki pehli rimjhim
Tera badan choomegi
Noor kahan se chhalka itna
Din raat so jaa karegi
Khushbuon se hawa badalon se ghata
Khushbuon se hawa badalon se ghata
Poochti hai yeh jadoo hai kya
Humne keh di has kar yeh baat
Tera chehra ban gaya
Kudrat se huwi yeh karamaat
Tera chehra ban gaya
Yeh roshini yeh chaandni
Ho ke na ho kuch gham nahi
Taaron ka har kaam kya
Sau chand lage jab rab ke haath
Tera chehra ban gaya
Kudrat se huwi yeh karamaat
Tera chehra ban gaya