9th Hum Awards in London

Lyrics





natak jhooth banduke aur dhaal
farebi makkari har taraf yahi haal
yeh shehar woh gaon yeh dhup woh chaanve
thake thake se har kisike paanv
baatein mulakatein waqt ki barbadi
badhti hui har taraf aabadi
aansu aalingan pyar aur boli
mayyat khak khoon ki holi
kafan dafan chita aag
bachi fakat rakh hi rakh
maang ujadna godon ka suna hona
gam badhna dard dur ho na
hatya balatkar massomon ki chit ka
shoshan dhokha gandgi
they don' t know who is he - 4

galiyan police system pareshani
chalti hui yahan dhurt manmaani
kaalakar hahakaar khunda shadyantra
badle ki bhavna ka ubja hua mantra
abhiyog saman waraant mushkil
zindahi ke dhakke aur toota hua dil
din hafta mahine aur saal
faila hua charon taraf nakami ka jaal
mann mein ubaal khuda se sawaal
aakhir hua kyu tere bande ka yeh haal
khamoshi si aayi khoon ki jab parchai
sawaal tha dil mein yeh ghadi kyu aayi
vakil mukadma tarikh ladaai
uljhan bitch jaan chudwai
they dont know what is he - 2

jhagda panga churebaazi
behas khoon ke bhare hue bhitar woh hain
dukh takleefein pareshani baar baar
saamne dikhawa aur peeth pe waar
lachar jeene ki dushwari
nirbal beemar jurm ki karaari
dosti yaari jhooti hain yeh saari
sabke dilon mein chalaki makkari
dikhawa chalava nakli pehnaava
khokhali yeh baatein aur sab hai behkawa
chhal ghoda aur jhootha mann
naam ke apne yeh bana wardipan
khaalis hai yeh baal hai saaf
aastin ke saap ki hai jyada nahi baat
they don' t know who is he - 4

natak jhooth banduke aur dhaal
farebi makkari har taraf yahi haal
jhagda panga churebaazi
behas khoon ke bhare hue bhitar woh hain