9th Hum Awards in London

Lyrics





Patang Sang Ud Gaya Bachpan, Jhanak Jhanak Mann, Dagar Suhani Re
Ladakpan Aaya Aab Toh Kasak Masak Yeh Kya Mastaani Re
Are Kya Haay Jawaani Ki Hoti Hai Yahi Nishaani Re
Ki Chitwan Tirchi Tirchi Huyi Jaaye, Haan Aayi Jawaani Re
Ho Jawaani Aayi, Saath Mein Laayi
Pawan Ke Sang Sang, Har Ang Chale Hichgole Le Ke
Gagan Ke Rang Se, Ude Hai Takrir
Lagi Humraahi, Chali Purwaayi
Main Hoon Tera Romeo, Tu Meri Hai Wohi Juliate
Are Main Raanjha Tera, Tu Meri Hai Heer

Soniye Mil Ja Mele Mein, Ke Iska Naaam Jawaani
Ke Jo Na Main Na Hoon Tere Sang, To Phir Kis Kaam Jawaani
Are Woh Nahi Jaante, Hoti Kis Kaam Jawaani
Tabhi To Hoti Hai Har Baar Yeh Badnaam Jawaani
Soniye Mil Ja Mele Mein, Ke Iska Naaam Jawaani
Are Ke Aaja Meri Jaan, Ki Na Main Musalman, Na Hindu Jaisi Koyi Bat Hu
Are Mein Prem Khajaane Ka Hoon Pehredaar
Are Ho Khabardaar Aashiq Ki Jaat Hoon
Hey Banaras Ke Ikke Mein Ho Gangatir Chalenge
Barf Ki Dhoop Sungane Are Kashmir Chalenge
Are Kaise Bhi Ho Haalaat Main Tujhko Ghuma Laau Bagdaad
Yeh Mera Waada Jaanam
Are Yeh Chunari Bikaaner, Ki Surma Jhumka Mehandi ??
Yeh Mera Waada Jaanam
Soniye Mil Ja Mele Mein, Ke Iska Naaam Jawaani
Ke Jo Na Main Na Hoon Tere Sang, To Phir Kis Kaam Jawaani
Are Woh Nahi Jaante, Hoti Kis Kaam Jawaani
Tabhi To Hoti Hai Har Baar Are Badnaam Jawaani
Soniye Mil Ja Mele Mein, Ke Iska Naaam Jawaani

Are Khulja Ki Khurjan??, Are Mathura Ke Pedhe
Revadi Mein Rakhwaali ?? Bhi Laayega
Are Main Hukam Karu To Door Arab Se Pura Baag Khajoor
Laadke Aangan Mein Bahrpur Tu Mere Lagwaayega
Are Lagwaayunga Lagwaayunga Lagwaayunga Lagwaayunga..........
Toh Phir Tu Mil Ja Mele Mein, Ke Iska Naam Jawaani
Nahi Yeh Chhota Masala Bahot Bada Hai Kaand Jawaani
Are Yeh Sarpat Sarpat ?? Meri Jaan Jawaani
Are Yeh Ghar Ki Murgi Nahi Yeh Budhdha? Saand Jawaani
Soniye Mil Ja.............
Soniye Mil Ja, Mil Ja, Mil Ja, Mil Ja, Mil Ja.......
Soniye Mil Ja – 2