Krodh Ke Bhujh Ko, Mann Pe Utaaye, Kaahe Chaltha Hai Praani
Kshama Jo Shathru Ko Bhi Karde, Wahi Muqt Hai, Wahi Gyani
Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai
Raat Mein Jab Ek Chota Sa, Nanha Sa Deepak Jaltha Hai,
Uski Zara Sa Jyoth Sahi, Par Dhoor Se Usko Dekh, Koi Barso.. Ka.. Musafir,
Girthe Girthe Sambhal Tha Hai

Uski Zara Sa Jyoth Sahi, Par Dhoor Se
Usko Dekh, Koi Barso.. Ka.. Musafir,
Girthe Girthe Sambhal Tha Hai
Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai
Mein Ne Jaathe Jaathe Jaana Kaun Hai Apna Kaun Paraaya

Bas Thuhi Mera Apna Hai, Bas Thune Pyar Nibhaya..
Kaam Krodh Aur Lobh Mein Tajka Jaan Saktha Hoon;
Tujko Chahoon Bhi Tho Mein Kaise Bhoola Saktha Hoon
Tera Pyar Bhi Ek Bhandhan Hai,
Tuhi Batha Kya Mein Muqt Pa Saktha Hoon.
Tu Nahin Jaantha, Tu Mera Ab Hai Kya
Tujko Hoon Dekha, Tho Dil Kaise Pighaltha Hai
Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai
Din Mein Soya, Raat Aayi Tho, Ab Jaaga Soya Kab Tha,

Ab Kya Suraj Doondhe Pagle, Doob Gaya Suraj Kab Ka
Barson Pehele Jo Thi Ek Nadi Pyar Ki,
Behegayi Woh Nadi, Haath Ab Thu Kya Maltha Hai
Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai
Raat Mein Jab Ek Chota Sa, Nanha Sa Deepak Jaltha Hai,
Uski Zara Sa Jyoth Sahi, Par Dhoor Se Usko Dekh, Koi Barso.. Ka.. Musafir,
Girthe Girthe Sambhal Tha Hai
Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai
Aasman Mein Jag Mag Tare, Mere Aankh Mein Jil Mil Aasu
Kahan Chupa Hai Koi, Ishara Tho Dede Thu