9th Hum Awards in London

Lyrics





Ishq hai
Woh aatish Ghalib
Jo jalaye na jale
Bujhaye na bujhe

Apni salaamati
Hai maangti
Tujhse nazar o naaznin
Salaam se
Nakaam se
Dil ki kai baatein bani
Asalaam-e-ishqum yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum yaara
Asalaam-e-ishqum

O meri adaayein teer hain
Haan meri adaayein teer hain
Meri adaayein teer hain
Mere yaar nishana tum

Asalaam-e-ishqum yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum yaara
Asalaam-e-ishqum

Apni salaamati
Hai maangti
Tujhse nazar o naaznin
Salaam se
Nakaam se
Dil ki kai baatein bani

Hey maar de ya chhod de tu
Rakh le dil ya tod de tu
Aisa koi mod de tu
Zindagi mein ho mazaa

Hey aag hai angdaaiyon mein
Mil kabhi tanhaaiyon mein
Husn ki parchhaiyon mein
Khoobsurat ho fiza

Hey husn gali mein sainkadon
Rey husn gali mein sainkadon
Husn gali mein sainkadon
Deewane ho gaye gum

Asalaam-e-ishqum yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum yaara
Asalaam-e-ishqum

Soch koi raat aisi
Raat mein ho baat aisi
Baat mein barsaat aisi
Jismein bheege manchala

Hey raat ka tanha safar ho
Ishq apne zor par ho
Karvatein kuchh humsafar hon
Aag bin ho tan jala

Hey ik baar dhuhein se husn ke
Ik baar dhuhein se husn ke
Ik baar dhuhein se husn ke
Thoda sa bhar lo dumm

Asalaam-e-ishqum yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum yaara
Asalaam-e-ishqum

Apni salaamati
Hai maangti
Tujhse nazar o naaznin
Salaam se
Nakaam se
Dil ki kai baatein bani

Asalaam-e-ishqum yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum yaara
Asalaam-e-ishqum

Asalaam-e-ishqum yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum yaara
Asalaam-e-ishqum