9th Hum Awards in London

Lyrics





Badtameezee ek bimaari hai
Ek aisi bimaari
Jo dhere dhere waqt ke saath
Budhaape mein badal jaati hai
Main kehta hoon jab tak budhaapa nahi aata
Thodi badtameezee hi kar lete hai

Paan main pudeena dekha
Naak ka nageena dekha
Chikni chameli dekhi
Chikna kameena dekha
Chaand ne chidar hoke cheat kiya toh
Saare taare bole gilli gilli akhaa

Pa para para...

Meri baat, teri baat
Zyada baatein boori baat
Thaali mein katora leke
Aaloo bhaat, mooli bhaat
Mere peeche kisi ne repeat kiya toh
Saala maine tere muh pe maara mukka

Pa para para...

Iss pe bhoot koi chadha hai
Thehrna jaane naa
Ab toh kya buraa kyaa bhala hai
Fark pehchaane naa
Zid pakad ke khada hai kambakht
Chhodna jaane naa

Badtameez dil, badtameez dil, badtameez dil
Maane na, maane na
Badtameez dil, badtameez dil, badtameez dil
Maane na, maane na

Yeh jo haal hai, sawaal hai, kamaal hai
Jaane na jaane na
Badtameez dil, badtameez dil, badtameez dil
Maane naa

Hawa mein hawaana dekha
Dhimka falaana dekha
Singh ka singhada khaake
Sher ka ghuraana dekha
Poori duniya ka gol gol chakkar leke
Maine duniya ko maara dhakka

Pa para para..

Hey Bollywood Hollywood very very jolly good
Raayi ke pahaad pe teen futa liliput
Mere peeche kisi ne repeat kiya toh
Saala maine tere muh pe maara mukka

Ayaashi ke one way se khudko
Modhna jaane naa
Kambal bewajah yeh sharam ka
Odhna jaane naa
Zid pakad ke khadha hai kambakht
Chodhna jaane na haha

Badtameez dil, badtameez dil, badtameez dil
Maane na, maane na
Badtameez dil, badtameez dil, badtameez dil
Maane na, maane na