Kya kabhi savera ha ha
Laata hai andhera ha ha
Sookhi siyahi
Deti hai gawahi
Sadiyon purani
Aisi ek kahaani
Reh gayi, reh gayi
Ankahee, ankahee...
Kya kabhi savera ha ha
Laata hai andhera ha ha
Sookhi siyahi
Deti hai gawahi
Sadiyon purani
Aisi ek kahaani
Reh gayi, reh gayi
Ankahee, ankahee...
Kya kabhi, bahaar bhi
Peshagi, laati hai
Aane wale patjhar ki...
Oo baarishein narazgi
Bhi jata jaati hain
Kabhi kabhi ambar ki
Pattey jo shakhon se toote
Bewajah toh nahin roothe
Hain sabhi
Khwabon ka jarokha ha ha
Sach tha ya dhokha ha ha
Maatha sehrake, nindiya churaayi
Sadiyon purani
Aisi ik kahaani
Reh gayi, reh gayi
Ankahee, ho ankahee...