Khwaishon ka chehra kyun
Dhundhla saa lagta hai
Kyun anginat khwaihishein hain
Khwahishon ka pehra
Kyun thehraa sa lagta hai
Kyun yeh ghalat khwaihishein hain
Har modh par phir se mud jaati hai
Khilte hue pal mein murjhati hai
Hai besharam
Phir bhi sharmaati hai khwaihishein
Zindagi ko dheere dheere
Dassti hain khwaishein
Aansun ko peete peete
Hansti hain khwahishein
Uljhi hui kashmakash mein
Umar katt jaati hai
Aankhein mich jaaye jo ujaalon mein
Kis kaam ki aisi roshni
Oo bhatka ke naa laaye jo kinaron pe
Kis kaam ki aisi kashti
Aandhi har dheere se laati hai
Vaada kar dhokha de jaati hai
Muh pher hans ke chidaati hai khwahishein...
Zindagi ko dheere dheere
Dasti hain khwaishein
Ansoon ko peete peete
Hansti hai khwahishein