Chadi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti meethi baatein hain nashe si
Jaise daaru desi
Chadi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti meethi baatein hain nashe si
Jaise daaru desi
Ladkhadane lagi mushkurane lagi
Bewajah har jagah aane jaane lagi
Tu mujhe main tujhe
Jo bhi ho dil mein woh khul ke bataane lagi
Chadi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti meethi baatein hain nashe si
Jaise daaru desi
Chadi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti meethi baatein hain nashe si
Jaise daaru desi
Waqt bhi sarfira sa lage
Bhaagta sa rahe har jage
Waqt ko inn dino sujhne hai lagi dillagi
Yaariyan gaadiyan jab huyi
Mastiyan sastiyan tab hui
Aaj kal marziyon ki jagah se thuggi zindagi
Saath hum jo chale
Bann gaye kaafile
Aur koi hume ab mile na mile
Mauj hai roz hai
Roke se bhi naa yeh rukte kabhi silsile
(Come on, come on)
Chadi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti meethi baatein hain nashe si
Jaise daaru desi
Hai chadi hai chadi iss kadar
Ghoomti jhoomti har dagar
Befikar befikar sa lage zindagi ka safar
Yaar ko yaar ki hai khabar
Pyaar se pyaar si baat kar
Yeh jahan hai jahan
Hum rahein ab woh hi umr bhar
Dhoop ko thaam ke, chal pade na thake
Fursaton mein rahe, kaam ho naam ke
Befikar befikar subha suhaani ho khali ho pal sham ke
Chadi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti meethi baatein hain nashe si
Jaise daru desi
Ladkhadane lagi mushkurane lagi
Bewajah har jagah aane jaane lagi
Tu mujhe main tujhe
Jo bhi ho dil me woh khul ke bataane lagi
Chadi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti meethi baatein hain nashe si
Jaise daaru desi
Chadi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti meethi baatein hain nashe si
Jaise daaru desi