9th Hum Awards in London

Lyrics

Hey Charlie... Charlie's Angels

Har lamha bekarari, meethi meethi khumaari
Aankhon aankhon mein beet ti hai raat saari

Aa aa aiya... Charlie's Angels...

Har lamha bekarari, meethi meethi khumaari
Aankhon aankhon mein beet ti hai raat saari
Mohabbat ka asar hai yeh, zara mushkil safar hai yeh
Mujhe apna sahara de, yeh rasta kar de tu aasaan

Pagli ladki hai naadaan iss ko buddhi do bhagwaan
Pagli ladki hai naadaan iss ko buddhi do bhagwaan
Haan iss ke gann-nakshatra hai weak
Lakshan iss ke nahin hai theek
Iss ki khatre mein hai jaan, iss ko buddhi do bhagwaan
Pagli ladki hai naadaan iss ko buddhi do bhagwaan

Maine bachpan mein padha tha, aur suna hai logon se
Ishq hai ik aag ka dariya aur doob ke paar jaana hai
Umar qaid ik saza hai, aashiqon ki kismat mein
Iss mein namumkin hai rihaai
Yeh pyaar ho jail khaana hai

Tujhe lagti sazaa hai jo, haqeeqat mein maza hai woh
Teri baahon mein jeene ka, agar mil jaayega vardaan
Pagli ladki hai naadaan iss ko buddhi do bhagwaan
Pagli ladki hai naadaan iss ko buddhi do bhagwaan
Haan iss ke gann-nakshatra hai weak
Lakshan iss ke nahin hai theek
Iss ki khatre mein hai jaan, iss ko buddhi do bhagwaan
Pagli ladki hai naadaan iss ko buddhi do bhagwaan

Oh let go, Charlie's Angels make it feel alright
Baby give me your heart, com'on... your night
Yeah you ready now, you can handle it
You makin' way for Charlie's Angels
Yeah you ready now, you can handle it
You makin' way for Charlie's Angels

Aa aa aiya... Charlie's Angels...

Bas teri chaahat ke charche, phir toh ghar-ghar phailenge
Love tere chhupi rahe toh, hume toh yeh nain bolenge
Maana chal parwah nahin hai, tujhko duniya daari ki
Baat jo jaaygi jo ghar tak toh mummy-daddy kya bolenge

Mere kehne mein daddy hai, meri mummy bhi ready hai
Bas ik teri agar haan ho toh kar denge kanyadaan