Arrey khuli aankh se sapne dekhe, pagla hai mann pagla
Arrey saari duniya badal gayi par yeh pattha na badla
Crazy ho gaya ae saala
Ho crazy ho gaya ae saala subah shaam
Kare matargashtiya, ho kare matargashtiya
Aye haye kare matargashtiya, kare zabardastiyan
Khal-bali hai dil mein, mann mein phoota rasgulla
Kabhi toh bane siyaana, kabhi dil bann jaaye pagla
Hoo khal-bali hai dil mein, mann mein phoota rasgulla
Kabhi toh bane siyaana, kabhi dil bann jaaye pagla
Arrey kar badmashi sareaam
Kare matargashtiya, aye haye kare matargashtiya
Ho kare matargashtiya, kare zabardastiyan
Hoo arrey mast kalandar ho ke hawa mein udta jaaye aise
Haalat iski aise bin dor patanga jaise
Arrey mast kalandar ho ke hawa mein udta jaaye jaise
Haalat iski aise bin dor patanga jaise
Dilli pahunchenge kaise mere raam
Kare matargashtiya, kare matargashtiya
Aye haye kare matargashtiya, kare zabardastiyan
Hoo yeh jeevan hai suffering, yeh jeevan kabhi safar hai
Kabhi safar mein suffering, kabhi suffering mein safar hai
Haye yeh jeevan hai suffering, yeh jeevan kabhi safar hai
Kabhi safar mein suffering, kabhi suffering mein safar hai
Yehi soch ke deewana subah shaam
Kare matargashtiya, haye haye kare matargashtiya
Ho loko matargashtiya, kare zabardastiyan
Haye khuli aankh se sapne dekhe, pagla hai mann pagla
Saari duniya badal gayi par yeh pattha na badla
Crazy
Ho crazy ho gaya ae saala subah shaam
Kare matargashtiya, oye kare matargashtiya
Burrr kare matargashtiya, kare zabardastiyan