Ho tora saajan aayo tore des
Badli badra badla saavan
Badla jag ne bes re
Tora saajan aayo tore des
Soyi soyi palkon pe chal ke, meri sapno ki khidki pe aa gaye
Aate jaate phir mere dil ke, inn haathon mein woh khat pakda gaya
Pyaar ka, lafzon mein rang hai pyaar ka
Bahara bahara huya dil pehli baar ve
Bahara bahara ki chain to huya faraar ve
Bahara bahara huya dil pehli pehli baar ve
Ho tora saajan aayo tore des
Badli badra badla saavan
Badla jag ne bes re
Tora saajan aayo tore des
Woh kabhi dikhe zameen pe, kabhi woh chaand pe
Yeh nazar kahe usse yahan main rakh loon baandh ke ik saans mein
Dhadkano ke paas mein haan paas mein ghar banaye
Haye bhoole yeh jaha
Bahara bahara huya dil pehli baar ve
Bahara bahara ki chain to huya faraar ve
Bahara bahara huya dil pehli pehli baar ve
Reet mein tori ori sawariya
Payal jaise chanki bijuriya
Cham cham naache tanke badariya hoo
Baadaliya tu barse ganah (barse ganah...)
Jo yeh badaliyan woh ched de toh chalke baarishein
Woh de aahatein kareeb se toh bole khwaishein ke aaj kal
Zindagi har ek pal har ek pal se chahe haye jiska dil huya