9th Hum Awards in London

Lyrics





Hmm .. aasman hoon.. hmm .. sitaron se

Chaya woh khumaar hai, main hoon laapata
Thoda sa karaar hai, thoda hai nasha
Bheegi si hai ik khusboo, khusboo mein hai ik jadoo, jadoo se dil hua hai mera bekabu
Poori hui hai chahat, chahat mein bhi hai rahat, rahat se mehki justajoo
Wo wo .. rishta hai mera aasmano se
Badalon se bhi milna hai abhi
Haath bhi milana hai sitaron se

Betaabi hai, bechaini hai, behadd ye dil bekaraar, beintaahi hai
Haan taare hawa mausam fiza badal gatah sang hai ab gum na koi hai
Haan zarra zarra jhoome, khushi kadamon ko choome, pyaare se hain ye silsile
Wo wo .. rishta hai mera aasmano se
Badalon se bhi milna hai abhi
Haath bhi milana hai sitaron se

Kaise ka hoga kya hua kuch na khabar na ptaa, kismat ka hai ye kaam
Mehmaan hoon manzil ka main dekhu jahan bhi likha hai, bas mera hi naam
Marzi pal ab ki hai ye, khushi alag si hai ye
Sab kuch hai bas mere liye
Wo wo .. rishta hai mera aasmano se
Badalon se bhi milna hai abhi
Haath bhi milana hai sitaron se
Na na .. aasmano se .. na na .. milna hai sitaron se