Jaane nahin denge tujhe jaane tujhe denge nahin

Chahe tujhko rab bula le
Hum na rab se darne waale
Raahon mein datt ke khade hain hum
Yaaron se nazrein chura le
Chahe jitna dum laga le
Jaane na tujhko aise denge hum
Jaane nahin denge tujhe jaane tujhe denge nahin
Do kadam ka yeh safar hai umar choti si dagar hai
Ik kadam mein ladkhadaya kyun
Sunn le yaaron ki yeh baatein
Beetengi sab ghum ki raatein
Yaaron se rootha hai saale kyun
Jaane nahin denge tujhe jaane tujhe denge nahin
Jaane nahin denge tujhe jaane tujhe denge nahin
Maa ne khat mein kya likha tha
Ciye tu jug jug yeh kaha tha
Chaar pal bhi jee na paaya tu
Yaaron se nazrein mila le
Ek baar tu muskura de
Uth ja saale yun sataata hai kyoon