aai pari kehne lagi kya baat hai....
maine kaha yaha din bhi kaali raat hai...........
aai pari kehne lagi kya baat hai....
maine kaha yaha din bhi kaali raat hai...........
laai woh ek chhadi...
taaro ki phuljhaadi....
maine poocha sach bata bhala kya hoga is chhadi sey....
usney bola is chahhdi ko tum jara ghuma ke dekho....
aek do teen kaisa badla scene.....
duniya thi rangeen......
aur mai hi mai tha.....
motor building paisey they, chaaho jaisey waisey they.....bas aek do teen....
aek do teen....aek do teen....aek do teen....
booli pari kya tumko sab kuch mil gaya........
maine kaha kuch aur aur hai jo reh gaya.........
laai wohi chahhdi...
taaro ki phuljhadi....
maine poocha sach bata bhala kya hoga is chhadi sey....
usney bola is chahhdi ko tum jara ghuma ke dekho....
aek do teen kaisa badla scene.....
duniya thi rangeen......
aur mai hi mai tha.....
duniya par mera raaj tha, sir pe taaj tha...
bas aek do teen........
aek do teen....aek do teen....aek do teen....
aek din they aisa hua.......
mai tanha tha baittha hua.........
ai pari kehney lagi kyu tu udaas hai, yeh lo chhadi kuch maanglo jis cheez ki aas hai......
aek do teen kaisa badla scene.....
duniya thi haseen......
jo maanga sab tha.....
har basti me ujala tha, haatho me niwala tha........
yehi maanga tha...
aek do teen kaisa badla scene.....
duniya thi haseen......
jo maanga sab tha.....
hastey bachchey bastey they nikharey rastey they ....
yehi maanga tha.....