Nana ji kehte hain mein buhat sharatein karta hun,
toh kya sharti bache baray ho kay kuch nahi kar sakte?
kya mein peeche reh jaaon ga?
nahi nahi nahi... aisa bilkul bhi nahi hai
Quaid-e-Azam jab chote thay,
wo bhi nani se shararat karte honge,
lakin kehte honge...
mein aik din kuch banoonga,
nana jee aap bhi yaad kareinge...
lalalalala...lalalalala...lalalalala...lalalalala
Larna girna rona dhona, hota tha sabhi...
baray huay par yeh baatein, hueen na bari
lalalalala...lalalalala...lalalalala...lalalalala
Quaid-e-Azam jab chote thay,
wo bhi nani se zid kar k qissay sunte
aur yeh kehte, mein aik din kuch banoonga
nana jee aap bhi yaad kareinge, yaad kareinge
Pyari pyari aankhein unki aisi to theen eeee
Seedhi sadhi baatein tere jaisi to theen eeee
lalalalala...lalalalala...lalalalala...lalalalala
Unke liye tha jo, tere liye bhi hai aiaiai
wohi khuli zameen aasman aaaaaa