(pyar mohabbat romance ki baatein
waise to hai ye chance ki baatein) - 3
ladki hazaaron yaha humne dekhi hai
uss jaisi lekin kaha
sanwli si ye nahi gori wali wo nahi
bholi bhali ye nahi woh hai kaha
(pyar mohabbat romance ki baatein
waise to hai ye chance ki baatein) - 2
ladki hazaaron yaha humne dekhi hai
uss jaisi lekin kaha
sanwli si ye nahi gori wali wo nahi
bholi bhali ye nahi woh hai kaha
(haa pariyon jaisa woh chehra hai uski baatein nirali) - 2
ek jhalak mein chupkese le gayi dil meri wali
kaha kaha dhundoo ab usako
kaha kaha dhundoo ab usako naam pata na jaanoon
kahise aajaye wo chhamase main use pehchanu
wo jo chale jhoomke to lage jhoomne yeh zameen aasmaan
chashme wali ye nahi
nakharewali wo nahi
pant wali ye nahi
woh hai kaha
(resham jaise baal hai usake hirni jaisi aankhen) - 2
uski yaad mein jaagu main to saari saari raatein
woh mil jaye to ban jaaye
woh mil jaye to ban jaaye apani prem kahani
usake naam hi likhadi maine apani saari jawani
usaki adaye hai jadu bhari hum jawa dil bhi jawa
moti moti ye nahi
chhoti chhoti wo nahi
lambi lambi ye nahi
woh hai kaha
(pyar mohabbat romance ki baatein
waise to hai ye chance ki baatein) - 3
ladki hazaaron yaha humne dekhi hai
uss jaisi lekin kaha
samse ye nahi, wo nahi
bholi bhali ye nahi, wo nahi
wo hai kaha
sanwli si ye nahi gori wali wo nahi
bholi bhali ye nahi
chashme wali ye nahi
nakharewali wo nahi
pant wali ye nahi
moti moti ye nahi
chhoti chhoti wo nahi
lambi lambi ye nahi
woh hai kaha