na gilaaf, na lihaaf
(na gilaaf, na lihaaf thandi hawa bhi khilaaf sasuri) - 2
ho itni sardi hai kisika lihaaf lehi leh
ho jaa padosi ke chuleh se aag lehi leh - 2
(beedi jalaayile jigar se piya, jigarma badi aag hai) - 2
??tu aana nigaari alag se piya aah aa
tu aana nigaari alag se piya, ke duniya badi dhank hai
haan beedi jalaayile jigar se piya, jigarma badi aag hai
na gilaaf, na lihaaf thandi hawa bhi khilaaf sasuri
ho itni sardi hai kisika lihaaf lehi leh
ho jaa padosi ke chuleh se aag lehi leh - 2
na kasoor, na fatoor
na kasoor, na fatoor, bina juraam ke hajoor maar gaye, ho maar gaye
ho aise ik din duphari bula liyo re
bandh ghungroo kachehri lagaliyo re
bulaayliyo re, bulaayliyo re dupehri
lagaayilo re, lagaayilo re kachehri
angeethi jalaayile jigar se piya, jigarma badi aag hai
beedi jalaayile jigar se piya, jigarma badi aag hai
ho na toh chakkuon ki dhaar, ho na daraati?? na kataar - 2
aisa kaate ke daat ka nisaan chhod de
ke katayi toh koi bhi kisaan jod de
o aise jaalim ka jod de re makaan jod de, re bilo...
jaaalim ka jod de makaan jod de
aise jaalim ka, o aise jaaalim ka,
aise jaaalim ka jod de makaan jod de
na bulaaya, na bataaya
na bulaaya, na bataaya, maane neend se jagaya, haay re
aise chonkele haath mein naseeb aa gaya
woh ilaychi khilayike kareeb aa gaya
koyila jalayile jigar se piya, jigarma, aag hai
itni sardi hai kisika lihaaf lehi leh
ho jaa padosi, ho jaa padosi, jaa jaa padosi
ho jaa padosi ke chuleh se aag lehi leh