dil toh dil hai dil pagaal hai pagaal dil hai dil dil dil
is dil ka kya kasoor jab paas ho aisa huzoor
hoo jab paas ho aisa huzoor
dil toh dil hai dil pagaal hai pagaal dil hai dil dil dil
is dil ka kya kasoor jab paas ho aisa huzoor
jab paas ho aisa huzoor
maane na baaton ko dhadke dil raaton ko
dil pe kahaan zor hai
hoo dekho dil tootene dhoke se tootene na nazuk badi dor hai
sang bhi koi toh chahe bhi koi toh dil dil se bichde nahi hoo
tum ho hum hai hum hai tum ho
pyar mein gum ho aise mein na chahe kyun suroor
jab paas ho aisa huzoor jab paas ho aisa huzoor
dil ki zubani ko dil ki kahani ko bin bole dil jaan le
dil joh bhi kehta hai dil hi woh sunta hai dil dil ko pehchaan le
aise dil milne do ab dil ko khilne do pahere lagao na tum haan
milke dil se dil se milke pal mein khilke ho jaye kuch
kuch kuch toh zuroor