9th Hum Awards in London

Lyrics

sun mere mitwaa - 4
nadiyaan kinaare ek gaanv re
ek din aaisi aandhi aayi
kho gayi usmein peepal chaanv re
sun mere bandhu sukh dukh toh hai
aati jaati badariya
raat ke aanchal se nilkegi
bhor ki dagariya
sun mere mitwaa - 2
nadiyaan kinaare ek gaanv re
ek din aaisi aandhi aayi
kho gayi usmein peepal chaanv re
sun mere bandhu sukh dukh toh hai
aati jaati badariya
raat ke aanchal se nilkegi
bhor ki dagariya

khet mein sona lehrata tha har ghar tha khush haal - 2
baadh kabhi bhookamp ne maara kabhi pada aakaal
pal mein bikhra - 2 haar gaye sab jeeta huan daanv re
sun mere bandhu sukh dukh toh hai aati jaati badariya
raat ke aanchal se nilkegi bhor ki dagariya
sun mere mitwaa - 2
nadiyaan kinaare ek gaanv re
ek din aaisi aandhi aayi
kho gayi usmein peepal chaanv re
sun mere bandhu sukh dukh toh hai aati jaati badariya
raat ke aanchal se nilkegi bhor ki dagariya

sone jaise din hote the chaandi jaisi rain - 2
jaane laagi kiski nazariya loot gaya sabka chain
aas kinaare - 2 doob gayi thi khushiyon ki naav re