Alka:
Ho…(nazar aa raha hai, saaf ye
Ham hi ham hai dil mein, aap ke) -2
Faisla…ho hi jaayega, ye wafa sach hai sanam
Ye nahin mera bharam
Udit:
Nazar aa raha hai, saaf ye
Ham hi ham hai dil mein, aap ke
Faisla…ho hi jaayega, ye wafa sach hai sanam
Ye nahin mera bharam
Alka:
Ho…nazar aa raha hai, saaf ye
Alka:
Mujhe abhi dil aap ka
Sirf mere liye hi…dhadakta hai sanam
Tanhaai mein ye raat din
Sirf mere liye hi…tadapta hai sanam
Ye pata chal hi jaayega -2
Ye wafa sach hai sanam
Ye nahin mera bharam
Udit:
Ho…nazar aa raha hai, saaf ye
Ham hi ham hai dil mein, aap ke
Udit:
Tuhi tu hai saaya mera
Chaahke bhi tujhe na…bhool paaun sanam
Teri wafa, teri kasam, thaam lee jab main…
Dagmagaaun sanam
Ye khabar, lag hi jaayegi -2
Ye wafa sach hai sanam
Ye nahin tera bharam
Nazar aa raha hai, saaf ye
Ham hi ham hai dil mein, aap ke
Faisla…ho hi jaayega, ye wafa sach hai sanam
Ye nahin mera bharam