(jaagate raho, hatheli khulne lagi
ki raaat abb udne lagi, kahaniyon ki
shaam to chale, sulagne do jara shab ko
ki khusbu aayegi sabko hare kwaabo ki) - 2
pehala pehala yeh kadam hai
chahat hai par zor kam hai
pehali pehali raat hai yeh
aage jo ho akhir agar theek hai to sabhi theek hai
jaagate raho, hatheli khulne lagi
ki raaat abb udne lagi, kahaniyon ki
jaagate raho
jab raat ki thaili khulein
kya janiye kya kuch milein
ho o o... jab raat ki thaili khulein
kya janiye kya kuch milein
shehnaayi bhi, sannnate bhi
sapne kahin, khaaaarate bhi
chalke chalke nain bhi hain
bechani mein chain bhi hain
pehali pehaeli raat hai yeh
aage jo ho akhir agar theek hai to sabhi theek hai
jaagate raho, hatheli khulne lagi
ki raaat abb udne lagi, kahaniyon ki
jaagate raho
yeh raat hai farmaan ki
umeed ki, armaan ki
ho... yeh raat hai farmaan ki
umeed ki, armaan ki
shikve gile naaraazagi
aankhon mein oos ki taazagi
katara katara jab ghulegi
nikhari nikhari shab khulegi
pehali pehali raat hai yeh hai
aage jo ho akhir agar theek hai to sabhi theek hai
jaagate raho, hatheli khulne lagi
ki raaat abb udne lagi, kahaniyon ki
shaam to chale, sulagne do jara shab ko
ki khusbu aayegi sabko hare kwaabo ki
pehala pehala yeh kadam hai
chahat hai par zor kam hai
pehali pehali raat hai yeh
aage jo ho akhir agar theek hai to sabhi theek hai
jaagate raho, hatheli khulne lagi
ki raaat abb udne lagi, kahaniyon ki
jaagate raho