Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





subah subah ye kya huva
subah subah...
kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon
nayi nayi hain meri nazar, ya hain nazaarein naye
ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza
jahaan ke saath main chal raha hoon
subah subah ye kya huva
na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon

jo abhi hain usiko jilein, jo diya wo ji liya
wo nasha sha aa aa aa....
wo nasha pi liya
kal nasha hain ek naya jo, na kiya to kya jiya
subah subah ye kya huva
na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon
main chal raha hoon
nayi subah nayi hava
nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon

subah subah ye kya huva
na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon
chal raha hoon - 3