Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics

Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Ab yeh jaan le le yaar ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab ya khuda
Ab yeh jaan le le yaar ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab ya khuda
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah

Har lamha tera junoon sach (sach)
Aaye kabhi na sakoon sach (sach)
Khwaabon khayalon mein tu hai sach (sach)
Deewanapan kya kahoon ab (sach)
Mohabbat mohabbat hai chaaron taraf
Kahin aur kuch bhi dikha hi na de
Teri hi sadaayein rabba har jagah
Siwa tere kuch bhi suna hi na de
Ab yeh jaan le le yaar ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab ya khuda
Ab yeh jaan le le yaar ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab ya khuda
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah

Har pal hai tera nasha sach (sach)
Yeh dil hai tujhpe fida sach (sach)
Betaab hain dhadkanein bhi sach (sach)
Kya jaana tujhko pata sach (sach)
Kabhi arsh pe to kabhi farsh pe
Tera chehra aata hai mujhko nazar
Mohabbat mein gumsum huwa is kadar
Na aagaaz anjaam ki hai fikar