Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





aa.. kar le dillagi
karna jo bhi chaahe dil yahaan pe kar lena
mastana sama toh phir dil kyon machale na
aa thoda pyar de pyar le mauj kar meharbaan
aa.. kar le dillagi
karna jo bhi chaahe dil yahaan pe kar lena
mastana sama toh phir dil kyon machale na

dillagi kar le jaanejaan mauka na jaaye nikal
ham jawaan rutt jawaan armaan jaga de yeh pal
keh rahe na rahe faasale
aa karle dillagi
karna jo bhi chahe dil yahaan pe kar lena
aa thoda pyar de pyar le mauj kar meharbaan
aa karle dillagi
karna jo bhi chahe dil yahaan pe kar lena

teri yeh deewangi tauba teri bekhudi
jo tere dil mein hai wohi tamanna meri
teri yeh deewangi tauba teri bekhudi
jo tere dil mein hai wohi tamanna meri
hi nahi mujhko yun khalbali
aa karle dillagi
karna jo bhi chahe dil yahaan pe kar lena
aa.. kar le dillagi