Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





Kameena hai yeh kambakht hai
Nikamma nigora babakht hai
Mile ishq ko kya kya kitaab
Magar ishq kya hai, ab humse suniye janaab

Sau baar dil se nikala ise
Kya kya nahi keh dala ise
Besharm hai paas aata nahi
Is kis bahaane se taala ise
Phir bhi na dil se gaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya
Sau baar dil se nikala ise
Kya kya nahi keh dala ise
Besharm hai paas aata nahi
Is kis bahaane se taala ise
Phir bhi na dil se gaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya

Aankhon ke raste se saanson mein aata hai
Phir dil pe qabza jamaata hai yeh
Do chaar din mauj masti karaata hai
Khwaabon ke duniya dekhaata hai yeh
Aashiq ko haske petaata hai yeh
Baazu ke gaane bichhaata hai yeh
Shaavir shikaari hai phir pyaar se
Milke hi mauka phasaata hai yeh
Koyi perinda naya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya

Behaya, meetha zeher hai yeh
Ang leher hai yeh
Iske lapete mein aana na tu
Aawara badal hai thoda sa pagal hai
Isko kabhi mooh lagaana na tu
Kadmein milne se yeh darta nahi
Logon ki parwah karta nahi
Bachpan se bighra huwa hai munna
Kuch bhi kaho par sudharta nahi
Arre aaye na isko haya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya

Sau baar dil se nikala ise
Kya kya nahi keh dala ise
Besharm hai paas aata nahi
Is kis bahaane se taala ise
Phir bhi na dil se gaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya
Ishq hai yeh behaya