Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





diya dil dil diya kya kiya kya kiya
la la la la la
la la la la la
ho ho o la la la la la
diya dil dil diya - 2
kya kiya ho kya kiya
diya dil dil diya kya kiya ho kya kiya
dekha tujhe toh bepanaah ishq tujhse kar liya
diya dil dil diya kya kiya ho kya kiya
dard maine kaisa le liya
ho ho o dard maine kaisa le liya

bas teri aarzoo bas teri pyaas hai
yeh meri zindagi tera ehsaas hai
har waqt mere khwaab mein tera tasavvur chhupa
kambaqt tere pyar ka chhaya hai aaisa nasha
paagal banaya tune mujhe deewane saathiya
diya dil dil diya kya kiya ho kya kiya
dard maine kaisa le liya
ho ho o dard maine kaisa le liya

jaan ke dil yahaan koi deta nahi
bewajah ishq ka dard leta hai
kaise kahu main kis kadar tune hai bebas kiya
betaab karke mujhko chain mera le liya
lagta nahi hai ab toh kahi tumhare bin jiya
diya dil dil diya kya kiya ho kya kiya
dard maine kaisa le liya
ho ho o dard maine kaisa le liya
la la la la la la la la
ho ho ho la la la la la la la la