Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





Tu kuja man kuja..
Tu kuja man kuja..
Tu kahaan.. main kahan..
Tu kahan.. main kahaan..

Kripa drishti mujh pe bhi ho Maharaja
An-ginat chintaon ne ghera
Aastha hai jo vyatha hai wo harega tu
Sun meri bhi koi na mera

Tu kuja man kuja..
Tu kuja man kuja..
Tu kahan.. main kahaan..
Tu kahaan.. main kahan..

Hain bhay bhyankar
Path mein kankar Maharaja
Mujh adham se kyon tune mukh phera
Main dharaatal se pukaarun hath de apna
Sun meri bhi koi na mera..

Nirdhanon ka dheer tu hai
Nirbalon ka bal
Sun meri bhi koi na mera o..
Main jagat mein laapata
Mera tu pata..
Main kahan batla..
Main ekaaki de daya ki bheekh raja
Hai adhar mein shvaas bhi mera

Tu kuja man kuja..
Tu kuja man kuja..
Tu kahaan.. main kahan..
Tu kahan.. main kahaan..

Main Kahan kahaan
Main Kahaan kahaan
Ghanghor hai andhiyare
Sab roothe hai ujiyaare
Tan tute, man haare
Tan tute, man haare
Kismat ke doobe taare
Koi kiran dikhla re
Hai soone path saare
Hai soone path saare
Main ekaaki de daya ki bheekh raja
Kya tujhe aabhaas bhi mera..

Tu kuja man kuja..
Tu kuja man kuja..
Ho.. o..
Tu kahan.. main kahaan..
Tu kahaan..