Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





Jiya main na jiya
Reza reza mera jiya
Jiya main na jiya
Reza reza mera jiya

Main begaana sa
Tha deewana sa
Mujhko teri chahat ne basa diya

Jiya main na jiya
Jiya main na jiya
Jiya main na jiya

Ho likhun hawaon pe main
Nainon se naam tera
Ho saaye se main haathon ke
Saaya loon thaam tera

Ishq ka tu haraf jiske chaaron taraf
Meri baahon ke ghere ka bane haashiya

Jiya main na jiya
Reza reza mera jiya
Jiya main na jiya
Main na jiya

Naina firozi nehar
Khwaabon ke paani mein ghar
O aise hun main tere bin
Sehra ki jaise sehar
Saans mein tu bhare
Do jahan se pare
Aake tujhse milun main mere saathiya

Jiya main na jiya
Reza reza mera jiya
Jiya main na jiya
Main na jiya