Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





yahoo....
oooo...

kehta hai kabutar kya
koi toh hai chakkar haa
udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai
kehta hai kabutar kya koi toh hai chakkar - 2
udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai
yeh ishq ki duniya kamaal hai mistar - 2
ismein toh koi paas koi fail raha hain
kehta hai kabutar koi toh hai chakkar
udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai
yeh ishq ki duniya kamaal hai mistar
ismein toh koi paas toh koi fail raha hain

piya miya ...
too much confusion darling
yeh rishton ki confusion hi toh society hai darling
thats society high society
teri sadi ka yeh palla sarak na jaaye kahi
bada deewana hain yeh dil dhadak na jaaye kahi
meri sadi ka yeh palla sarak na jaaye kahi
bada deewana hain yeh dil dhadak na jaaye kahi
palat ke dekh meri jaan hain tera dhyan kidhar
jara bach bach ke bachake koi dhoka hai idhar
ek chehra laga hain har chehre ke upar - 2
chhup chhup ke yaha har kisika mel raha hai
kehta hai kabutar kya koi toh hai chakkar
udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai

kahi pe nigaahen kahi pe nishana
kyu samjhe har aashiq duniya ko deewana
yeh toh waqt hi batayega kabutari
achha
ke kaun sayana aur kise hoga pachhtana
kisine jeet li baaji toh ki haar gaya
mili jo aankh toh aankhon se koi maar gaya
maine bhi dekh li baaji koi toh haar gaya
mili jo aankh toh aankhon se koi maar gaya
badi qaatil hai yeh raaten mera jalta hai jiya
kahi khul jaaye na apani baat piya
bedard hai duniya badnaami ka hai darr - 2
ghut ghut ke har koi kisiko jhel raha hai
kehta hai kabutar kya koi toh hai chakkar
udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai
yeh ishq ki duniya kamaal hai mistar - 2
ismein toh koi paas koi fail raha hain
yahoo....
oooo...