Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





God Allah Aur Bhagwan
Ne banaya ik insaan

God Allah Aur Bhagwan
Ne banaya ik insaan
Aaya zameen pe lekar woh
Upar wale ka farman
Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sun ke
Kaanpe har shaitan
Jiska naam sun ke
Kaanpe har shaitan

God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan

Woh tujh mein bhi hai
Woh mujh mein bhi hai
Kahin na kahin woh
Hum sab mein hai
Hum sab mein hai

Sab mein woh chhupa hai
Usse pehchan le
Uska jo irada hai
Hum thaan lein
Hum thaan lein

Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sun ke
Kaanpe har shaitan

God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan
Ne banaya ek insaan

Jahan kal woh tha akela khada
Kadam apna bhi udhar chal pada
Kadam apna bhi udhar chal pada

Dil ke khabon ki jannat sajaayenge hum
Pyar ka savera leke aayenge hum
Pyar ka savera leke aayenge hum

Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sun ke
Kaanpe har shaitan

God Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan
Ne banaya ek insaan