Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





Raghupati raghav raja Ram
Patit pavan Sita Ram

Tana dena...
Tana dena dena dena dena de re na...

Satyagraha...
Satyagraha...

Raghupati raghav raja Ram
Patit pavan Sita Ram

Ab tak dheeraj maanga tha... aa...
Prabhu ab dheeraj mat dena
Prabhu ab dheeraj mat dena
Sehte jaayein.. sehte jaayein... sehte jaayein...
Aisa bal bhi mat dena
Aisa bal bhi mat dena

Uth kar karne hain kuchh kaam
Raghupati raghav raja Ram

Raghupati raghav raja Ram
Uth kar karne hain kuchh kaam X2

Tum karuna ke saagar
Tum paalan karta
Par jo zulm hai karta woh
Kahaan tum se darta
Ghaayal hai bhola insaan
Raghupati raghav raja Ram

Raghupati raghav raja Ram
Ghaayal hai bhola insaan
Raghupati raghav raja Ram
Uth kar karne hain kuchh kaam

Satyagraha...