Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics

(haath utha ke jara gol ghum jaa
phoolon wala gajara judey mein saja) - 2
mere sang mundiye nach ke dikha
shaadi jo kiya hain tune toh ab nakhre bhi utha - 2
haath utha ke jara gol ghum jaa
phoolon wala gajara judey mein saja
mere sang mundiye nach ke dikha
shaadi jo kiya hain tune toh ab nakhre bhi utha - 2

nazrein uthake jara dekh sajna nazrein uthake jara dekh - 2
main toh hazaro mein ek sajna main toh hazaro mein ek
baahon mein utha le seene se laga le ab na kar bekaraar
chanda jaise mukhde pe bindiya laga
heere motiyo se jada haar manga
salma sitaron wali saadi manga

din hain jawani ke char sajna din hain jawani ke chaar - 2
hoga nahi intejaar sajna hoga nahi intejaar
dhak dhak kare dil mera bole, kare tu mujhse pyaar
khali khali kamre mein palang bicha
duniya ki khushiyan mujhpe luta
chahto ki madeera htoho se pila
shaadi jo kiya hain tune toh ab nakhre bhi utha - 2

haath utha ke jara gol ghum jaa
phoolon wala gajara ab judey mein saja