Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





Meri bebasi ka bayaan hai, bas chal raha na iss ghadi
Meri bebasi ka bayaan hai, bas chal raha na iss ghadi
Ras hasrat ka nichod doon
Kas baahon mein aa todh doon
Chahoon kya jaanu naa
Chheen loon chhod doon
Iss lamhe kya kar jaaun
Iss lamhe kya kar jaaun
Iss lamhe ko kar doon main jo mujhe chain mile aaraam mile
Aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki ore badhe
Aur ho aur ho saans ka shor ho taap ki ore chadhe
Aur ho aur ho aur mile hum more bhi jal jaaye
Tujhe pehli baar main milta hoon har dafaa
Meri bebasi ka bayaan hai

Tujhe chhen loon ya chhod doon
Tujhe maang loon ya mod doon
Iss lamhe kya kar jaaun
Iss lamhe kya kar doon jo mujhe chain mile aaram mile

Aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki ore badhe
Aur ho aur ho saans ka shor ho taap ki ore chadhe
Aur ho aur ho aur mile hum more bhi jal jaaye

(le le le..., jiya jiya... piya piya... hey...)

Main hasrat mein ek uljhi dor hua
Suljha de ho ho
Main dastak hoon tu bandh kiwaado sa
Khul ja re ho
O bebasi mann mein basi aa jeete jeete jee le sapna

Aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki ore badhe
Aur ho aur ho saans ka shor ho taap ki ore chadhe
Aur ho aur ho aur mile hum more bhi jal jaaye

Ruke se naa ruke
Yeh naa thake
Aandhi si jo chale, inn saanson ki
Pata bhi naa chale, kahaan pe kya jale
Hai darr se, tann-mann ki, sihran se
Hasrat ki, sulgan se
Bhadke aur shola shola jale bujhe dhuaan dhuaan oh
Dhuaan dhuaan lagey mujhe dhuaan dhuaan oh

Meri bebasi ka bayaan hai
Meri bebasi ka bayaan hai
Meri bebasi ka bayaan hai