Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





(antenna, frequency, not catching, not matching, frequency, antenna, frequency)

Sapne hain gin ke toh chasma tumhara kyun lagaaye
Nazarein hain inki toh hoga kyun nazariya tumhara
Apne zamaane mein jo tumne kiya tum jaano
Aaj ke zamaane mein bataao yeh karenge kyon dobara

Baatein kare na hamari kabhi tum jo kaho woh dohraaye
Rahe dil mein chhupate yunhi always dard hamara
Chaahe jo bhi kahe kabhi tum problem samajh na paaye
Kabhi bhoole se bhi signal pakad na paaye kyun hamara
Antenna, nahin karta match antenna
Antenna, nahin karta catch antenna
Antenna, nahin karta match antenna
Antenna, nahin karta catch antenna

Galti kari thi jo hume haan tumhari na dilaaye
Badhta hi jaata kyun hai voice ka level tumhara
Dono hi taraf se jo baatein ho toh samajh mein aaye
One way sunenge kyun yeh lecture FM tumhara

Kabhi samjho hamari zara apni bhi hame samjha do
Hai jo beech mein apne woh mitt jaaye farak hamara
Chaahe jo bhi kahe kabhi tum problem samajh na paaye
Kabhi bhoole se bhi signal pakad na paaye kyun hamara
Antenna, nahin karta match antenna
Antenna, nahin karta catch antenna
Antenna, nahin karta match antenna
Antenna, nahin karta catch antenna

(you don't know the frequency, why can't you just let me be
you don't know the frequency, why can't you just let me be)

Antenna, nahin karta match antenna
Antenna, nahin karta catch antenna, antenna