Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics

Jane kyon, har lamha hai tham gaya
Jaane kyun, hoon zara jum gaya
Jaane kyun, aankhen namm si hui
Jaane kyun, manzilen kho gayi aur so gayi
Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphaason ki yeh baatein
Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun

Tujh bin jaane kyun

Jaane kyun, har lamha hai tham gaya

Dil jo kuch hai keh raha
Kyun sunta hai koi naa
Jahaan chhode thay pal kuch haseen
Wahin ab main dekhoon toh hai koi bhi nahin