Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





(hum ladkiyan nahin hungama hain
lagti hain sidhi sadhi hum mein drama hain )- 2
ladko ke peetche, peetche peetche jaye
jadoo chalaye hum hain balaye - 2
ek chutki main kar doongi main tumko apna raja
bachke rehna re baba - 8

ladkon ka fashion hua hain poorana aaya hain ab ladkiyon ka zamana - 2
payal humari jab jab bajegi tumko lagega thumka lagana
jadoo chalaye hum hain balaye - 2
ek chutki main kar doongi main tumko apna raja
bachke rehna re baba - 8

aankhon main kajal agar hum lagaye phir kya hain hum raat usko banaye - 2
pal bhar main badal ko aawara karde chunri agar hum hawa main udaye
jadoo chalaye hum hain balaye - 2
ek chutki main kar doongi main tumko apna raja
bachke rehna re baba - 8

(hum ladkiya nahin hungama hain
lagti hain sidhi sadhi hum mein drama hain) - 2
ladko ke peetche peetche peetche jaye
jadoo chalaye hum hain balaye
ek chutki main kar doongi main tumko apna raja
bachke rehna re baba - 8