Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics

Jis cheez ko paane ki thi umeed kho chuki

Uss cheez ko paakar bahut dil ko khushi hui
Salaam zindagi - 24x

Hum saath mein hain aur saath rahe
Bas dua yeh karte hain
Aabaad rahe apni mohabbat
Rab se yeh kaha karte hain

Jis cheez ko paane ki thi umeed kho chuki
Uss cheez ko paakar bahut dil ko khushi hui

Jis cheez ko paane ki thi umeed kho chuki
Uss cheez ko paakar bahut dil ko khushi hui
Jis cheez ko paane ki thi umeed kho chuki
Uss cheez ko paakar bahut dil ko khushi hui

Salaam zindagi - 4x

Hum se yahan zameen ka falak
Khud hai keh raha
Ek din main le kar aaunga
Woh amm ki subah
Hai jiski aarzoo main
Yeh aankhein jagi hui
Hai jiski aarzoo main
Yeh aankhein jagi hui

Aankhon ne yahan dekhi hain khwaabon ki bastiyan
Gum aur udaasiyon me bhi paayi hai mastiyan

Hai aandhiyon mein bhi, kahin shamma jali hui

Salaam zindagi ..

Jis cheez ko paane ki thi umeed kho chuki
Uss cheez ko paakar bahut dil ko khushi hui

Ye saari aasavar ralit basith
Milsaar posh gulzaaro
Amanok khaaba ta dhin sa
Milsaari posh gulzaaro

Salaam zindagi ..