Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





Tum bhi ho wahi, hum bhi hai wahi
Baat phir yeh kyun, ab lagti hai nayi
Kya hua galat aur kya sahi
Dono saath hain, sach to hai yehi

Yaadein bahut si reh gayi peechay kahin
Yeh pyaar ab aagey hume kheechay kahin

Yeh door tak bechain hai sab raaste
Iss haal mein tu muskara mere vaaste

Tum bhi ho wahi, hum bhi hai wahi
Baat phir yeh kyun, ab lagti hai nayi
Kya hua galat aur kya sahi
Dono saath hain, sach to hai yehi

Ab dil dale chahe jahan ab shaam ho
Parwah kya ab chahe jo anjaam ho

Woh asmaan ho ya zameen
Humne likha pyaar ko har kahin
Sheeshay ka hai har ek pal, iss mein chupa hai apna kal
Tootey na ye sambhalo isse
Sheeshay ka hai har ek pal, iss mein chupa hai apna kal
Tootey na ye sambhalo isse

Tum bhi ho wahi, hum bhi hai wahi
Baat phir yeh kyun, ab lagti hai nayi
Kya hua galat aur kya sahi
Dono saath hain, sach to hai yehi