Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





Kia se kia bana dia...
ehsaas hai woh..
farishta tha mein..
shaitaan..bana dia...

thi ik khuwahish meri bhi toh,
ghum saray le lo, khushi ab mujhay doh,
teri kabhi meine na maani, in nimaton ki,
qadar na jaani,

Maan ke chunay walay bohut thay,
phir kyun insaan bana dia...
pursko ki yeh..kainaat..
kyun yeh jahan bana dia...

Har baar socha, ke dar jaonga,
sochaa nahi tha, ke mar jaonga,
aakhiri sans tak larta raha mein,
janay yeh kya karta raha mein,
ab jab kuch bhi nahi raha hai,
mujhko kyun uska ghum howa hai,
izzat yeh shorat yeh paisa mera,
sab kuch toh is duniya mein he toh raha hai,

Kia se kia bana dia...
ehsaas hai woh..
farishta tha mein..
shaitaan..bana diaaaaa...