Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





almadat ha almadat ha almadat maula - 4
tera deewana hu maula
tera parwaana hu maula
sun
(aye mere daata
aye mere maula ) - 2
mujhko tu manzil bata de
mujhko tu rasta dikha de
sun
(aye mere daata
aye mere maula ) - 2
maula
(maula ho maula
maula ho ) - 2
almadat ha almadat ha almadat maula - 2
aa... maula
maula
(maula ho maula
maula ho ) - 2
maula maula

dil bahut betaab hain
neend hain na khwaab hain
ek toofan dil mein jaise
leta hain angdaaiyaa
almadat ha almadat ha almadat maula
zindgaani mein hain kya
ab kahani mein hain kya
saans roke ke yeh zamana sun raha hain daastaan
mere daata mere maula
kaisi hai yeh mushkilein
aur kaisa hain yeh imtihaan
(aye mere daata
aye mere maula ) - 2
maula
(maula ho maula
maula ho ) - 2
tera deewana hu maula
tera parwaana hu maula
sun
(aye mere daata
aye mere maula ) - 2
mujhko tu manzil bata de
mujhko tu rasta dikha de
sun
(aye mere daata
aye mere maula ) - 2

uth rahi hain aandhiyaan
lut rahe hain karwaan
mit rahe hain baag mein
jo thein baharo ke nishaan
har dagar sunsaan hain
har nagar viraan hain
dekhta hain tera deewana
yahi barbaadiyaan
mere daanta
mere maula
lagta hain ab tut ke
girne ko hain yeh aasmaan
aye mere daanta
aye mere maula
maula
(maula ho maula
maula ho ) - 2

maula hoga aur bhi gehra andhera kya
aye mere maula
maula hain is raat ka koi savera kya
aye mere maula
kya kabhi deewan ki zanjeer tutegi
kya kabhi maathe se kalak iske chutegi
qaid se azaad hoga kya junoon ek din
rang layega deewane ka khoon ek din
maula...
maula...
maula...
maula...
maula...
maula...