Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





O re lakad…ikad pakad…pingal chungaliya
O re lakad…ikad pakad…pingal chungaliya

Hum chalet um chale
Zindagi ki khuli rahon mein
Lagta hai har khusi
Daud kea a gayi bahon mein

O re lakad…ikad pakad…pingal chungaliya

Kya jane kya…thandi hawa…
Hai keh rahi kaan mein
Shayad koi manzil nayi
Hai isske armaan mein

Ye panchhi kyon gaate hain yun
Kyon geet inhein yaad hain
Udd paate hain tau gaate hain
Khush hain ki aazad hain

Chale hum dagar dagar
Ghume hum nagar nagar
Ye faisla hai kiya
Behta huya paani mein kyun
Hoti hain lehrein sada
Har pal nayi hai zindagi
Har pal nayi hai ada

Yeh ped kyon lagte hain yun
Chute hain kyon aasman
Iss dharti ke sapne hain yeh
Sapne huye hain jawan

Baate tum badi badi…karti ho
Ghadi ghadi
Hairaan hamen kar diya

O re lakad