Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





(chudi pehan ke kabgan pehan ke
jhumka pehan ke jhumar pehan ke) - 2
o banwariya
bandh mere pairo mein payaliya - 3
dil mera dil dol raha hain
nachan ko yeh bol raha hain
o sawariya
bandh mere pairo mein payaliya - 3
dil mera dil dol raha hain
nachan ko yeh bol raha hain
o banwariya
bandh mere pairo mein payaliya - 3

pyas jagi aaisi anjaani
ishq mein main ho gayi deewani
kho gaya mein kutch hosh nahi hain
ismein mera dosh nahi hain
you are always on my mind o mahiya ve - 3
nas nas mein ishq ghol raha hain
nachan ko yeh bol raha hain
o banwariya
bandh mere pairo mein payaliya - 3


din kat jaaye raat dhale na
dhadkan pe koi zor chale na
tujhse hain milna bahut jaroori
ab toh sahi jaaye na yeh doori
you are always on my mind o mahiya ve - 3
pyar naye par khol raha hain
nachan ko yeh bol raha hain
o sawariya
bandh mere pairo mein payaliya - 3

chudi pehan ke kabgan pehan ke
jhumka pehan ke jhumar pehan ke
o banwariya
bandh mere pairo mein payaliya - 6