Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





Aaj Is Mubahrakh Mauke Par, Main Aap Logo Ko
Meri Aur Kaamini Ki Daastan Sunana Chahta Hoon
Mohabbat Ki Daastan

Heyy..Heyyy..Heyy...
La La La La La La…

Ek Haseena Thi.., Ek Deewana Tha..
Kya Umar.. Kya Samaa.. Kya Zamaana.. Tha... Aa.. Aa..
Kya Umar Thi, Kya Samaa Tha, Kya Zamaana.. Tha...
Ek Haseena Thi.., Ek Deewana Tha..

(Ek Din Vo Mili, Roj Milne Lage) - 2
Phir Mohabbat Hui, Bas Kayaamat Hui
Sun Ke Ye Daastan, Kho Gaye Tum Kahaan
Log Hairan Hain, Kyunki Anjaan Hain
Ishq Ki Vo Gali.., Baat Jiski Chali..
Us Gali Mein Mera Aana Jaa.. Ana Tha
Ek Haseena Thi.., Ek Deewana Tha..
Kya Umar Thi, Kya Samaa Tha, Kya Zamaana.. Tha...
Ek Haseena Thi.., Ek Deewana Tha..

(Us Haseen Ne Kaha.., Suno Jaane Vafaa) - 2
Ye Falak Ye Zameen, Tere Bin Kuch Nahi
Tujh Pe Marti Hoon Main, Pyaar Karti Hoon Main
Tere Bin Zindagi.., Kuch Nahi Kuch Nahi
Aashiqi Mein Unkaa Aalam Kya Suhaana Tha
Ek Haseena Thi.., Ek Deewana Tha..
Kya Umar Thi, Kya Samaa Tha, Kya Zamaana.. Tha...
Ek Haseena Thi.., Ek Deewana Tha..