Hania Amir, Kubra Khan, Iqra Aziz at Parde Mein Rehne Do premiere

Lyrics





Aaj Iss Mubarak Mauke Par,
Mein Aap Logon Ko, Meri Aur Kamini Ki Daastan Sunana Chahta Hu
Mohabbat Ki Daastan..

Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha
Kya Umar, Kya Sama, Kya Zamana Tha.., Aaaaa….

Heyy..Heyyy..Heyy...
La La La La La La…

Ek Haseena Thi, Haseena Thi..
Ek Deewana Tha, Deewana Tha..
Kya Umar, Kya Sama, Kya Zamana Tha.., Aaaaa….

(Ek Din Wo Mile, Roz Milne Lage)- 2
Phir Mohabbat Hui, Bass Qayamat Hui
Sunn Ke Yeh Daastan, Kho Gaye Tum Kahan
Loge Hairaan Hain, Kyunki Anjaan Hain
Ishq Ki Woh Gali.., Baat Jiskli Chali..
Uss Gali Mein, Mera Aana, Jaana Tha
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha
Kya Umar Thi, Kya Sama Tha, Kya Zamana Tha
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha..

(Uss Hasin Ne Kaha, Suno Jaane Wafa) – 2
Yeh Falak, Yeh Zameen, Tere Bin Kuch Nahi
Tujhpe Marti Hu Mein, Pyaar Karti Hu Mein
Tere Bin Zindagi.., Kuch Nahi, Kuch Nahi
Aashiqui Mein Unka Aalam, Kya Suhana Tha..
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha
Kya Umar Thi, Kya Sama Tha, Kya Zamana Tha
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha..

Bewafa Yaar Ne, Apne Mehboob Se
Aisa Dhokha Kiya - 3
Zehar Usko Diya - 3

Marr Gaya Wo Jawan, Marr Gaya Wo Jawan
Ab Suno Daastan, Janm Leke Kahin
Fir Wo Pahucha Wahin, Shakal Anjaan Thi
Akal Hairaan Thi,
(Saamna Jab Hua, Phir Wahi Sab Hua) - 2
Uspe Yeh Karz Tha, Uska Yeh Karz Tha
Karz To Farz Apna Chukana Tha..
Hoo..Hooo Hoo..
La La La La La La…
Hey Hey Hey Hey..
La La La La La La…